Tuesday, April 13, 2010

hame mangi unse khata ki saza; wo be raham; ne de di hame narazgi tohfe mai ;menaka


naraz na hona hamse; bhale khata ki saza dedo; menaka


koi itna paas aa jaye ; dar lagta hai; ki ;chimti kat kay na jaye; menaka


koi itna paas aa jaye ; dar lagta hai; ki ; paas akay ; dur na chala jaye; menaka


wo puche hamse; hame buloge ; jawab diya hamne ; bule hai dil se nahi nikala; aap kya samjhe bewafa hame; menaka

( ; dekho toh kahan jake chupe hai; hamse khel rahe hai hide and seek; pata hai jo jagah pe nahi dund sakti; wahi jake chupa hai; menaka


ek dost gum gaya hai ; koi lauta de usko; ham mai to dam nahi ; dund laye use ; menaka

No comments:

Post a Comment