Wednesday, April 14, 2010

nafrat ka sila nafrat ? ya nafrat ka sila pyar ? pata nahi ; par agar rab se galti se bhi nafrat ki toh ; bhi sila pyar ....

menaka


pyar kay badle pyar mila bhi toh kya ? pyar kay badle pyar na mila toh kya ? agar kiya hota pyar us iswar se toh kuch baat ban jati shayad


sai; mai ta niktam ghar ma; tokhe kolhan laye; par tu ta paan acchi pyon mukhe kolhan; ta adh raste te hi darshan thi vyo; menaka


dur rehne ki adat ho gayi; pehle hi kho chuke the tumhe ; ab aur kya sitam tumhare baki hai; batado toh ; dil ko masboot kare ; menaka



hame mangi unse khata ki saza; wo be raham; ne de di hame narazgi tohfe mai ;menaka



naraz na hona hamse; bhale khata ki saza dedo; menaka


koi itna paas aa jaye ; dar lagta hai; ki ;chimti kat kay na jaye; menaka

No comments:

Post a Comment